Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBees Saal Baad (1962)
HomeBees Saal Baad (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri tu naa aayi thi to ghum ka bhi kahin naam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se iss se pehle to kisi par koi ilzaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile mere hisse mein muhabbat ka koi jaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di kya ghum e ishq se pehle mujhe aaram naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo oooo hoooo oooo hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari kaise kate din ye uljhan ke koi laa de zamaane wo bachpan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole chhede pawaniyaa taraane mann ke mujhe bhaaye naa ye rang jeevan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Muhabbat Meri Duniya Bees Saal Baad (1962) 03:49 12874
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:49   Song Number : 12874   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Sapne Suhane Bees Saal Baad (1962) 03:58 21218
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:58   Song Number : 21218   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492